Sad Shayari in urdu text - Urdu Sad Poetry - Sad Shayari with images

‏‎درد دینے کا تجھے بھی شوق تھا بہت 

اور پھر دیکھ ہم نے بھی سہنے کی انتہا کردی

Dard Dene Ka Tujhe Bhi Shoq Tha Bohat

Aur Phir Dekh Hum Ne Bhi Sehne Ki Inteha Kar Di

Sad Shayari in urdu text - Urdu Sad Poetry - Sad Shayari with images

زخم دے کے نہ پوچھ درد کی شدت

درد تو درد ہے تھوڑا کیا زیادہ کیا

Zakham Dekar Na Puch Dard Ki Shiddat

Dard To Dard Hai Thoda Kya Aur Zyda Kya

Sad Shayari in urdu text - Urdu Sad Poetry - Sad Shayari with images

سکون کا باعث سمجھا تھا اسے لیکن

وہ شخص میرے درد کی آخری حد نکلا

Sakoon Ka Bais Samjha Tha Use Lekin

Wo Shaks Mere Dard Ki Aakhri Had Nikla

Sad Shayari in urdu text - Urdu Sad Poetry - Sad Shayari with images

‏تھا درد کا تقاضہ کہ بہہ جاۓ آنکھ سے

پر ضبطِ باکمال نے رونے نہیں دیا

Tha Dard Ka Taqaza K Beh Jaye Aankh Se

Par Zabt Kamal Ne Rone Nahi Diya

Sad Shayari in urdu text - Urdu Sad Poetry - Sad Shayari with images

میری جگہ پہ کوئی اور ہو تو چیخ اٹھے 

میں اپنے آپ سے اتنے سوال کرتا ہوں

Meri Jaga Yeh Koi Aur Ho To Cheekh Uthe

Me Apne Ap Se Itne Sawal Karta Hon

Sad Shayari in urdu text - Urdu Sad Poetry - Sad Shayari with images

یہ راز کون جانے کس کا قصور تھا

ٹوٹا وہی سہارا جس پہ غرور تھا

Yeh Ra z Kon Jane Kis Ka Qasoor Tha

Tota Wohi Sahara Jis Pe Garor Tha

Sad Shayari in urdu text - Urdu Sad Poetry - Sad Shayari with images

ہم ہیں کہ تیرا درد چھپا کر دل میں 

کام دنیا کے بدستور کیے جاتے ہیں 

Hum Hain K Tera Dard Chupa Kar Dil Main

Kaam Dunya K Badastor Kiye Jate Hain

Sad Shayari in urdu text - Urdu Sad Poetry - Sad Shayari with images

کسی سائے کی طرح بڑھتا ہے

گھٹتا ہے درد بھلا کب مرتا ہے

Kisi Saye Ki Tarhan Bharta Hai

Ghatta Hai Dard Bhala Kab Marta Hai

Sad Shayari in urdu text - Urdu Sad Poetry - Sad Shayari with images

اپنے درد کو خدا سے بانٹ لیا کرو

پھر درد جانے دوا جانے اور خدا جانے

Apne Dard Khuda Se Bant Liya Karo

Phr Dard Jane,Dawa Jane, Khuda Jane

Sad Shayari in urdu text - Urdu Sad Poetry - Sad Shayari with images

آج لفظوں نے بھی معافی مانگ لی 

ہم پے اپنے درد کا بوجھ نہ ڈالو

Aj Lafzoon Ne Bhi Maafi MAng Li

Hum Pe Apne Dard Ka Bhoj Na Dalo

Post a Comment

0 Comments