2 Lines Sad Poetry In Urdu - Heart Touching Sad Poetry In Urdu 2 Lines - 2 Lines Sad Shayari In Urdu

Heart Touching Sad Poetry In Urdu

2 Lines Sad Poetry In Urdu - Heart Touching Sad Poetry In Urdu 2 Lines - 2 Lines Sad Shayari In Urdu


خدا نصیب کر__ان کو خوشیاں

جو ہم کو__اداس رکهتے ہیں


Khuda Naseeb Kare Unko Khushian

Jo Humko Udas Rakhte Hain


❤❤❤


2 Lines Sad Poetry In Urdu - Heart Touching Sad Poetry In Urdu 2 Lines - 2 Lines Sad Shayari In Urdu


وقت تجربہ تو دیتا ہے

پر معصومیت چھین لیتا ہے


Waqt Tajarba To Deta Hai

Par Masomiyet Cheen Leta Hai


❤❤❤


2 Lines Sad Poetry In Urdu - Heart Touching Sad Poetry In Urdu 2 Lines - 2 Lines Sad Shayari In Urdu


یہ کافی هے کہ وہ میرا هوا تھا کبھی.

اس بات کو چھوڑو کہ وہ اب کس کا هے


Yeh Kafi Hai K Wo Mera Hoa Tha Kabhi

Is Bat Ko Chodo K Wo Ab Kis Ka Hai


❤❤❤


2 Lines Sad Poetry In Urdu - Heart Touching Sad Poetry In Urdu 2 Lines - 2 Lines Sad Shayari In Urdu


دل ٹوٹنے کے بعد انسان کچھ اور سیکھے نہ سیکھے

جوٹھی مسکراھٹ ضرور سیکھ لیتا ہے


Dil Totne k Bad Insan Kuch Aur skhe Na Sikhe

Jhoti Muskarahat Zaror Sekh Leta Hai


❤❤❤


2 Lines Sad Poetry In Urdu - Heart Touching Sad Poetry In Urdu 2 Lines - 2 Lines Sad Shayari In Urdu


نہ کھول میرے مکاں کے اُداس دروازے

ھوا کا شور میری اُلجھنیں بڑھا دے گا


Na Khol Mere Makan K Udas Darwaze 

Hawa Ka Shor Meri Uljhanain Bhara Dega


❤❤❤


2 Lines Sad Poetry In Urdu - Heart Touching Sad Poetry In Urdu 2 Lines - 2 Lines Sad Shayari In Urdu



وفائیں خون میں ہوتی ہیں

صاحب

بندے تو سب "خاک"

کے ہوتے ہیں


Wafayen Khoon Me Hoti Hain Sahib

Bande To Sab Khak K  Hote Hain


❤❤❤


2 Lines Sad Poetry In Urdu - Heart Touching Sad Poetry In Urdu 2 Lines - 2 Lines Sad Shayari In Urdu


چـــــــــھوڑ کر نہـــــــــیں

توڑ کر گیا ہےوہ

اور پھر کہتا ہے اپنا خیال رکھنا


Chor Kar Nahi Tor Kar Gaya Hai Wo

Aur Phir Kehta Hai Apna Khiyal Rakhna


❤❤❤


2 Lines Sad Poetry In Urdu - Heart Touching Sad Poetry In Urdu 2 Lines - 2 Lines Sad Shayari In Urdu


مجھ کو تب بھی ہو گی میرے محبوب تیری طلب

سخت بھوک میں جب لوگ رزق کی دعا مانگیں گے


Mujhko Tab Bhi Hogi Mere Mehbob Teri Talab

Sakhat Bhok Me Jab Log Rizaq Ki Dua Mange Ge


❤❤❤


2 Lines Sad Poetry In Urdu - Heart Touching Sad Poetry In Urdu 2 Lines - 2 Lines Sad Shayari In Urdu


ه خدا سے مانگا ھوا اک شخص

مرشد

خدا کے بندوں نے مجھ سے چھین لیا


Wo Khuda Ka Manga Hoa EK Shaks Murshad

Khuda K Bandoon Ne Mujh Se Cheen Liya


❤❤❤


2 Lines Sad Poetry In Urdu - Heart Touching Sad Poetry In Urdu 2 Lines - 2 Lines Sad Shayari In Urdu


میں نے ہمیشہ تمہاری خوشی کی دعا کی ہے

یہ جانتے ہوئے بھی کہ تمہاری خوشی "میں نہیں ہوں"


Mane Hmesha Tumhari Khushi Ki Dua Ki Hai

Yeh Jante Hoye Bhi K Tumhari Khushi Me Ni Hon


❤❤❤


Post a Comment

0 Comments